People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 6 *

I Love You, You Love Me
Singer: Asha Bhosle
Music: Usha Khanna
Lyricist: Akhtar Romani
Tag: Hindi
Video:
i love you, you love me
i love you, you love me
o mere jivansathi
o mere jivansathi
i love you, you love me

kehne ko kuch nigahe
uthte huye jhukti jaye
jaise mere sath raahe
chalte huye rukti jaye
jane ye kya dekhti hai
madhosh si jindagi hai
i love you, you love me
o mere jivansathi
o mere jivansathi
i love you, you love me

jaagi hui jindagi me
arman badalne lage hai
soyi hui roshani me
sapne machalne lage hai
nagme ko tum saaj de do
aise me aawaj de do
i love you, you love me
o mere jivansathi
o mere jivansathi
i love you, you love me

kal ajnabi banke aaye
aaj hamsafar ban gaye ho
najaro se dil me samaye
meri najar ban gaye ho
baho ke de do sahare
reh reh ke dhadkan pukare
i love you, you love me
i love you, you love me
o mere jivansathi
o mere jivansathi
i love you, you love me
i love you, you love me
i love you, you love me
i love you, you love me
Raaton Ki Siyahi Hai
Singer: Mohammad Rafi
Music: Usha Khanna
Lyricist: Akhtar Romani
Tag: Hindi
Video:
raato ki siyahi hai aur din ka ujala hai
teri aankho ka rang nirala hai
teri aankho ka rang nirala hai
raato ki siyahi hai aur din ka ujala hai

sadhke tumhari najro pe
gussa bhi hai inme pyar bhi hai
mate pe baal hotho pe hasi
inkar bhi hai ikarar bhi hai
in palko ki chilman to utha
samjhu to ye raaj hai kya
raato ki siyahi hai aur din ka ujala hai

haye pyar hami se hoga tumhe
ye rukne wali baat nahi
aag lagi hai hoga duaa
ye chupne wali baat nahi
ab chhod bhi de gusse ki ada
ab maan bhi ja mere ruthe khuda
raato ki siyahi hai aur din ka ujala hai

na na garam mijaji thik nahi
is pyar ki thandi chav me
itlakar chalne wali
kahi moch na aa jaye panv me
tumko to kisi se pyar nahi
to hum bhi kisi ke yaar nahi
raato ki siyahi hai aur din ka ujala hai
teri aankho ka rang nirala hai
teri aankho ka rang nirala hai
raato ki siyahi hai aur din ka ujala hai
Zindagi Pyasi Hai
Music: Usha Khanna
Lyricist: Akhtar Romani
Tag: Hindi
Video:
zindagi pyasi hai pyas bujha de koi
yu machalti raanto me pyar ki barsaato me
paas nikli baato me aa aa aa aa
zindagi pyasi hai pyas bujhe na ye kabhi
aa na baato me pyar ki in ghatoon me
jal na jana raato me aa aa aa aa
zindagi pyasi hai

dil me tere kya hai iski khabar hai mujhay
dil me tere kya hai iski khabar hai mujhay
dil me mere kya hai kah na saku mai tujhay
dil me mere kya hai kah na saku mai tujhay
ye jawani shaam par zindagi ki naam par
hoth rakh de jaam par aa aa aa aa
zindagi pyasi hai pyas bujha de koi
yu machalti raanto me pyar ki barsaato me
paas nikli baato me aa aa aa aa
zindagi pyasi hai

meri sada kya hai dilbar mere jan le
meri sada kya hai dilbar mere jan le
meri ada kya ye bhi to pahchan le
meri ada kya ye bhi to pahchan le
ajnabi hai daawo me matlabi nigaaho me
kho na jana raanho me aa aa aa aa
zindagi pyasi hai pyas bujhe na ye kabhi
aa na baato me pyar ki in ghatoon me
jal na jana raato me aa aa aa aa
zindagi pyasi hai
Moshi Moshi Kaise
Singer: Asha Bhosle
Music: Usha Khanna
Lyricist: Akhtar Romani
Tag: Hindi
Video:
le gayi le gayi
aaj mera dil rang bhari ye sham
jhum ke dekho ban gaya kaatil
ye mausam gulfaam
ye mausam gulfaam
le gayi le gayi
aaj mera dil rang bhari ye sham
jhum ke dekho ban gaya kaatil
ye mausam gulfaam
ye mausam gulfaam
moshi moshi are kaise ho ji
moshi moshi kaise ho ji

aankho me chhupi chhupi
bahka dil ki baate
palko pe saji saji sapno ki barate
haale dil kaho magar
phir ruk ruk si jaau
hotho pe dabi dabi rah jaye sab baate
ye tanhai hai ya mehfil
kya hai iska naam
ye chini tumse puchhe
baat me dore sa
le gayi le gayi
aaj mera dil rang bhari ye sham
jhum ke dekho ban gaya kaatil
ye mausam gulfaam
ye mausam gulfaam
moshi moshi kaise ho ji
moshi moshi kaise ho ji

gulshan me yaha waha titli bankar ghumu
masti me idhar udhar kali klai ko chumu
ji chahe yahi kahi phulo me so jaau
shabnam me juda juda nind khule to jhumu
mil gayi mujhko pyar ki manzil
pyar ki subaho sham
saayo nara chal de dil ke
sath me dore sa
le gayi le gayi
aaj mera dil rang bhari ye sham
jhum ke dekho ban gaya kaatil
ye mausam gulfaam
ye mausam gulfaam
moshi moshi are kaise ho ji
moshi moshi kaise ho ji
moshi moshi kaise ho ji
moshi moshi kaise ho ji
moshi moshi kaise ho ji
Sapna Dekha Raat Ke
Music: Usha Khanna
Lyricist: Akhtar Romani
Tag: Hindi
Video:
balle balle kudiye balle balle mundiya
balle balle kudiye balle balle mundiya
haye ni kudiye haye ni mundiye
balle balle hiriye balle balle ranjhya

sapna dekha rat ke jaise tu hai mere sath
o baliye hatho me hai hath hua kya matlab iska
tera mera sath o chan we jaise ye din rat
ke tu hai badal mai barsat samjh le matlab iska
sapna dekha rat ke jaise tu hai mere sath
o baliye hatho me hai hath hua kya matlab iska

kajal wali aankh sharabi mehendi wale hath gulabi
kajal wali aankh sharabi mehendi wale hath gulabi
ho tera har andaz kayamat teri har ek bat shabaabi
tu jab kano me ras ghole jhum ke mera ang ang dole
tu jab kano me ras ghole jhum ke mera ang ang dole
mai to laj se mar mar jau haye jane dil ye kya kya bole
dil bole ye bat ke chahe din ho chahe rat
rahe tu saya banke sath hua kya matlab iska
sapna dekha rat ke jaise tu hai mere sath
o baliye hatho me hai hath hua kya matlab iska

jab jab dil ka shisha dekhu tab tab tera mukhda dekhu
jab jab dil ka shisha dekhu tab tab tera mukhda dekhu
ho tere gore gal pe shabnam haye jaise kaliyo par ho lali
sun ke teri bat mai jagu sari sari rat samjh le matlab iska
sapna dekha rat ke jaise tu hai mere sath
o baliye hatho me hai hath hua kya matlab iska
Jaane-E-Chaman
Music: Usha Khanna
Lyricist: Asad Bhopali
Tag: Hindi
Video:
jane chaman aaja o gulbadan aaja
diwana mera dil tujhe de sada
mai teri aankho me mai teri sanso me
na honge meri jaan kabhi hum juda mai teri aankho me

jhil me aksar jhum ke lahre pahle bhi to uthti thi
lekin ye toofan na the lekin ye toofan na the
badal banke rukh pe zulfe pahle bhi to udti thi
lekin ye arman na the aaja tu baho me pyar ki raho me
diwana mera dil tujhe de sada jane chaman aaja

yu to kal bhi in jharno me
pyar ki jhanjhar bajti thi lekin ye nagma na tha
yu to kal bhi in phulo me
jane ada tu hasti thi lekin ye jalwa na tha
jalwa bhi tera hai nagma bhi tera hai
na honge meri jaan kabhi hum juda mai teri aankho me

aankho ke wo paimane jo aankho me lehrate the
aakhir chhalakne lage aakhir chhalakne lage
mere dil ke afsane jo hotho pe rah jate the
aakhir machalne lage aakhir machalne lage
tu meri jannat hai meri mohabbat hai
na honge meri jaan kabhi hum juda
na honge meri jaan kabhi hum juda
mai teri aankho me mai teri sanso me
na honge meri jaan kabhi hum juda
na honge meri jaan kabhi hum juda